Jaise gareebi gayi nahi, phati meri jeans
Mere wohi dost, anti karein wohi schemes
Shawty wanna chat, par mein bhejun sirf memes usse (Hahaha)
Jordan'on ki joriyon ke khulay chhorun tasmay
Life is like a rollercoaster, peti bandhun kass ke
Tere jaisa ek adha mil jaata har dass mei
Mera jaisa koi aik mujhe dikha dou, qasam hai (Yeah)
"Kaun Talha?", "Kaun Talha?", bhosdike pooch na
Launday khud ko competition samjhein, delusional
Meri hype asli hai, teri sirf illusion hai
"Kaun Talha?", "Kaun Talha?", kis ko confusion hai? (What's up?)
Desi rap, I'm like Kobe to it (Kobe)
Suicidal jaise Curt, man I'll probably do it
Ghar abhi bhi hood mei hai, but I'm probably moving
Anti karein business, but it's hardly booming
Jahilon kitaabein kholo, thora tum read karo
Aur mein jaise baseline, aajkal har beat par hoon
Tumse lo-fi mei hota nahi tou ab beat karo
Mera Khuda bara badshah hai, Takbir parho
Tum tou takhleeq-kaar ho na? Takhleeq karo
Flow so sick, mein tou sick leave par hoon (What?)
Jaali zamana mein nahi zamanay se (Nahi)
Kattar Karachi beta hawa aney de (Shaba)
Bhai karay baat seedha sa aanay ki (Yeah)
Anti chillar bikay sawa aanay pe (Nahi)
Jaali zamana mein nahi zamanay se (Na, na)
Kattar Karachi beta hawa aney de (Nikal)
Bhai karay baat seedha sa aanay ki (Yeah)
Anti chillar bikay sawa aanay pe
Karun apne dil ki mein mann mauji
Kattar Karachi lala, chaar sau bees
Phoray kal raat pooray paanch sau G's
Parchay katay, yaar galtiyon ke putlay
Banda garhein ulta, aur bahar chhorein ghutnay
Maghaz bahar tou phir khopri tou khokhli
Wise like an owl, yeh diss nahi hai mockery
If you know, you know, mein sau pe sau
Tujhe pocha bana ke, make your bitch mop the floor
Inki darhi mei tinka, inki [?] chul
I'mma pull up right now, man's got no chill
Bandana munh pe taakay banday na rokein mujhe
Desi rap khoon mei, dhanda na lagay mujhe
Agay peechay protocol, kandha na lagay mujhe
Teri vision zero, kaise andha na lagay mujhe?
Jaali zamana mein nahi zamanay se (Nahi)
Kattar Karachi beta hawa aney de (Shaba)
Bhai karay baat seedha sa aanay ki (Yeah)
Anti chillar bikay sawa aanay pe (Eh)
Jaali zamana mein nahi zamanay se (Na, na)
Kattar Karachi beta hawa aney de (Nikal)
Bhai karay baat seedha sa aanay ki (Yeah)
Anti chillar bikay sawa aanay pe