Khayalo ke saathi rahey tere
Seeney pe haathi rahey merey
Dil hai ek dariya toh behlo tum
Ghar mein ab saaki rahey merey
Irado se waqif rahey tere
Kaano mein atif rahey merey
Dil mein ab dard bhi kuch
Teri yaadon se zakhm kaafi badey merey
Mainey to khali hai kasmein
Bhula deta hota jo basmein
Zamaney ko dekha hai hastey
Mai paagal tha jaaney terey liye
Saupa tha khudka tujhe tha
Sawara bhi tune mujhe tha
Pr baarishen aayi baha diya rishta tbhi
Sochta hu terey baarey mein
Duniya mujhe ab satati hai
Teri hi yaadein dikhati hai
Kya tujhko bhi yaadien khati hai
Kya tujhko bhi milna hai mujhse abhi
Aur tu bhi humsey nikalta nahi
Jhootey hai waadey lagta mujhe
Khayalo ke saathi rahey tere
Seeney pe haathi rahey merey
Dil hai ek dariya toh behlo tum
Ghar mein ab saaki rahey merey