Start to end saara apna alaka
Aanter se danger khud nahi jana
Identity hain sirf bandana
Start to end saara apna alaka
Aanter se danger khud nahi jana
Identity hain sirf bandana
Kalyan nagar tujhe nahi ghabar
Ede chali kari agar buh pe chaar thappad
Kare jo zulam sida wo khatam
Maa ki gaali pe zameen mein dafan
Sobe se shaam yaha kaam mein lagan
Hain sab ek maante nahi dharam
Ache karte karam prabhu hote prazan
Paarkar sadak saare bete bhai log
Veere le chilam dua phuke
Scene poora garam adda jaam karke
Haath mein kalam saath mein kaagas
Beet gaya bhoot kaal ke likha re le nazam
Police hai parivaar aur ghar hai thaana
Malum na pade hamein khud ka thikana
Aata nahi jalna seekha hai jalana
Kaant kare aise yaad rakhta zamana
Start to end saara apna alaka
Aanter se danger khud nahi jana
Identity hain sirf bandana
Start to end saara apna alaka
Aanter se danger khud nahi jana
Identity hain sirf bandana
135-001 malum hai na kaunsa pin code
Zyada mat le bhot zyada mat tu soch
Nahi pata seera bol jane de chal chod
Kuch nahi tha pehle main without hip-hop
12 kariya di jyoti CBSE board
Rap ke liye usse bhi diya maine chod
Mere bete is game mein chalta
Nahi luck chalta hai toh chalta
Belief in hard work ros kara
Tabhi lode hokar baithe aaj safal
Mazaag jisne udaya usko dikhaye film
Aur tu bol rahe lagya hai meri paichan
Pehle naam mera jaan apni gali mein
Flow tight hua mera bas haal hi mein
Charas ganja ka nasha har waqt barsa aankh mein
Budhiya ke chowk pe khade milenge raat mein
Mamu hote paas mein kisi ka na darr
Apne ko na hua kisi baat ka
Regarade saath mein royal stag haath mein
Gold flag a jaaye toh bhot maza
Aur teri gang ke log aaye kal baju mein
Mere ko bol rahe lagya aur bhai sharma
Aage kya karna isko hai thokna
Ilake mein kar denge sab jam
Ops ko kulfa kar aayenge bina halal
Samajhna hai toh samajh le
Rajnikanth nahi samajh sakta
Bhool jayega apna tu shahar
Birlo ke hote hue macha denge kair