Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Thehra Hoon
Tanmay Batra
Miklos Malek
Lyrics
Suna tha maine
Ishq karta hai
Sab kuch hi barbaad
Khamoshi se hi
Ab chhupti hai
Dard ki ye aawaaz
Chain wali raat nahi hai
Jab se tu sath nahi hai
Badle nahi jazbaat abhi
Main aaj bhi wahi
Chehra hoon
Jaha se mud ke tu nikli
Main aaj bhi wahi
Thehra hoon
Main bekhabar tha
Muskil hona hai door
Tu dhadkano ki
Mehfil main itni mashhoor
Mujhko ye bardasht nahi hai
Tu nahi par teri yaad yahi hai
Badle nahi jazbaat abhi
Main aaj bhi wahi
Chehra hoon
Jaha se mud ke tu nikli
Main aaj bhi wahi
Thehra hoon
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other