Tere bina saanse adhuri hai
Tere bin na main jee sakunga saajna
Meri ankhe tere dil ko kehde
Tere bin mar hi jaunga main saajna
Tere khayalo main duba rahu main
Tere bin mera jee naiyo lagda
Ek bari aake pura wo karde
Dekha hai maine jo sapana
Dil se laga mujhe apna bana mujhe