LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

KALA

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Iss dhun ki bandisho mein
Mein khoya aur chal raha
Na socha na kuch samjha
Ek hi aas hai mann mein ha
Karu woh socha hai jo
Par hai zarya mera Kya
Shayad rukh badal lu
Par yaha toh ek hi raah
Shuru hua hu ab jo
Toh roku na ab khud ko
Rahunga chup ab yuhi
Bolegi meri kala
Lautne ki ichha
Na dil mein na dimaag mein
Chala ja raha hu
Behte paani ki naav mein
Na daaye na baaye
Bas dekhu apni rah ko
Ab jo thaanliya woh karna hai
Jhagadh ke aage badhna hai
Kalesh andhruni sur se
Unka zikr karna
Zimmedari bhi nibhani hai
Greh kasht sar pe bhari hai
Par kadm ab toh
Bas ab safalta ki tayyari hai
Ye hai ek aas
Karu kuchh khaas
Zariya bana
Jo log hai paas
Ye hai ek aas
Karu kuchh khaas
Zariya bana
Jo hai paas
Lautne ki ichha
Na dil mein na dimaag mein
Chala ja raha hu
Behte pani ki nav mein
Na daaye na baaye
Bas dekhu apni rah ko

WRITERS

Tanmay Rajput

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None