Mujhse pooche nahi kaun hu main kya hu main
Kare baatein sari sari raatein mujhse ye
Ye samjhe mujhko mujhse behtar
Kaafi lage jaisa where am
Cutting calls from past 7 hours
And for your kind information
Mera dost mere andar reh raha
Khud ke liye khud hi khada hu main
Khud hi lada hu aur khud hi badha hu
Zameen pe rakhe kadam aur
Par samay nahi rehta har kisi ka
Mehnat karne wala hojata signed to God
Mujhse pooche nahi kaun hu main kya hu main
Kare baatein sari sari raatein mujhse ye
Ye samjhe mujhko mujhse behtar