Mujhe tune khud maara samne
Khud se hi khud ka vishwas
Khud se hi khud ke alfaaz
Khud se hi khud ke alfaaz
Mujhe tune khud maara samne
Baaton mein jhooti sachhai
Main toh sahi mein nahi khush
De raha dhokha apne aap ko hi
Jhute waade apne aap ko hi
Khudse hi khudki ye fight
Khudse hi khudki ye fight
Mujhe tune khud maara samne
Khud se hi khud ka vishwas
Khud se hi khud ke alfaaz
Khud se hi khud ke alfaaz
Lage road khali bhari hui
woh smile thi fake ya nahi
tumne liya mujhe bhot lightly
samajh nahi paya main khud ko hi
sapno mein socha nahi hoga
kya chalraha dimag mein tha
Khud se hi kr raha baatein
main uss shaks ko at least
hai mirrors mein trapped hi
Apne hi andar rehta apna dushman
na kahin bahar koi (na kahin bahar koi)
Dunia hi andar saare sawaal jawab
Saari sachai apne andar hai (andar hai)
Andar hi sara kuchh jisse tu darta hai
andar hi poora samandar hai
Toofan bhi woh jo ki bhot hi bhayankar hai
uspe kya ghamand kar raha hai
Khud se hi khud ko defend karra hai
Mujhe tune khud maara samne
Khud se hi khud ka vishwas
Khud se hi khud ke alfaaz
Khud se hi khud ke alfaaz
Aage chalne ka raasta band
haan khaas tha mujhmein jo
zinda woh past tha aaj tha
din last scene hogaya done
Haan baat cheet kari hoti agar
toh bhi nikal paata koi aasan
akhir khudse hi khudke kahan se dhundh leta sare jawab sawal mein se