I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...
I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...
Jiyu main zindagi apne hi mann se, mann ke mann pe chal ke
Suno na baatein main logo ki, logo ka kya hai har waqt hi jalte
Khud toh baithe hain ghar mein, pair pe pair ye dhar ke
Bahar jo nikalta usi ko pata, aasan nahi dhoondhne raste
Log jo haste hain haste, kasme vaade sabke bikte hain saste mein
Rickshaw se pahunche jo BMW, unhe pata hai paate W kaise hain asal mein
Hustle ki baatein nahi karta main, roz nikalta hoon sadko pe bhatakta
Asli mein woh hai jo nikla nahi kabhi ghar se darr ke marte
Suni maine bohot si baatein, badhega nahi aage ye shock mita de
Shock mein aaj hain saare jo bhonkne aate, Godzilla se ladne mujhse kaun nahi aate
Phone mila ke soche call back nahi aate, behta jaau main mujhe bank nahi aate
Deta rakh ke chapeid jo ab call mila ke soche, teena gina ki haazir hai call mila ke
Hota tha haazir main jinke liye unhone aukaat dikha di
Jo kehte hain DM mein bro bhai fan, asliyat saaf dikha di
Mooh pe toh sweet as sugar but in backstabbers hain full chalaki
Kar sakte hain bas buraiyan peeth peeche, aage aa nahi sakte kami hai kala ki
Deta middle finger unhe jo mujhpe aate hain doubt karne
Gives a fuck dena seekh gaya hai ladka, pehle ro ke jo bharta tha bohot panne
Apne haq ki aish mein jeeta hoon bina matlab bande aate hain bohot sadne
Mere raaste mujhe maloom hain, zaroorat nahi teri salah ki
I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...
I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...
Dard se bhari hai zindagi, phir bhi aa raha maza mujhko ab jeene mein
Main na naadaan na dekhu anjaam, khud ko kyun roku main jeene se
Haan pehle se behtar, tujhse hoon better, khul ke ab dil ko toh jeene de
Ye baithe hain shaan se, likh raha main shaan se, bohot baatein hain seene mein
I'm living my life, living my life, khud ke taur tareeqe se
I'm living my life, living my life, mujhko ab kya hi ye rokenge
I'm living my life, living my life, aaram ab mujhe jeene mein
I'm living my life, living my life, takraye toh saalo ko thokenge
Main hoon akela mere jaisa na hoga koi yahan pe
Jo tere khaas woh bane saanp, denge dhoka yahan pe
Teri maa tere paas bhookhi ya pyaas, degi woh sab kuch laake
Samajh jaa gyaan raat mein jeete, hum aaj mein woh bhi kal ko bana ke
Maine bhi suni hain bohot si baatein, maine bhi kaati hain kaali raatein
In raaston mein dekhe maine bohot se kaante, khaali raaste mein mujhe ye aawaz laga de
Dhadkan badha de shaan aake apni koi dhun suna de, karte-karte salaam asli mein beat pe aake
Gham suna de Hindustan se hain bhai, dono aag laga de
Jee raha main shaan se, likh raha main shaan se, living our life
Tarangein saath mein launde hain kaampte, fuck your life
Hustle ki baat nahi, asal hai game, tujhe sab dikha de
Living a life, have inside, aaja jeena sikha de
I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...
I'm living my life, I'm living my life, I'm living my life, no matter...