LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mujhe Jaan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe Jaante nahi hain wo
Pehchante nahi hain wo
Karein baat peeche
Bas karein baat peeche

Mujhe jaante nahi hain woh
Kuchh mujhe maante nahi hai woh
Karein baat peeche
Bas karein baat peeche

Khali khali road pe main
chalun lonely
Aur walk karu thoda slowly
Haan mujhe pata meri
manzil kahan
Ye main janta sahi rasta

Bhaari bhaari mood se main
likhun verse teen aur
Face karun saari bt
par mujhe pata meri manzil kahan
ye main janta sahi rasta

Karo doubt
I don't give a single fuck about you
Hu main proud
Apne aap pe

Aur karu jo kaam mainnnnnnn
Naa aam insaan mainnnnnnn

Bajun loud
sath the jo
woh khushi dikhate bas bahar se
slow
karne ki koshish jaari mujhe
Doors
khole aur
chhoda beech raasteeeeeee
pachhtaenge baad meinnnnnn

Karun fly 7th heaven pe
Bhot sambhal ke
Soch samajh ke

Trust utha mera
trust shabd se

Deta nahi hu main fuck ab ek

Mat kr chinta swasth sab hain

Positive kaafi main mat kar hate
Nahi lagengi brakes ab
Bhaagegi gaadi aur lagenge peeche jaise pret sab
Jo bolein aaj ye waste of
time bataega unhe asli ace of spades kaun

Mujhe Jaante nahi hain wo
Pehchante nahi hain wo
Karein baat peeche
Bas karein baat peeche

Mujhe jaante nahi hain woh
Kuchh mujhe maante nahi hai woh
Karein baat peeche
Bas karein baat peeche

WRITERS

Tarang Nagi

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other