LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tere Bin Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baatein wo bekar
jinmein nahi tu
saare woh khayal
jinmein nahi tu

Tu hi zimmedaar
main jo bekaaboo
Tujh hi pe ilzaam
Main ab tera hu

Karein baatein daily
Tu thodi aur chadhti jae dimag mein
Jae dimag mein
Don't try to play with me
Main already hu tere hath mein

Tere siva kuchh bhi nai
Tere bina kuchh bhi nai
Sath tu jo mere
lage mujhe sab kuchh sahi

Haan sab kuchh sahi
Lage mujhe
jab thaame tu hath mera
Tu ilaaj mera
Tu hi khaas mera

Tere alava koi khayal nahi
ab dimag mein
aur tera naam hi ye le
anginat baar and I
jus wanna make you mine

shaamein tu raatein bhi
Mere har sawal ka jawab hai na
Khamoshi tu Baatein bhi
Meri har baat ki awaz hai na
I just wanna make you mine

Tere siva kuchh bhi nai
Tere bina kuchh bhi nai
Sath tu jo mere
lage mujhe sab kuchh sahi

WRITERS

Tarang Nagi

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other