LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pehle Jaisi Baat (feat. Tanu Srivastava)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ye darr tha mera wo
Adat ban chuka hai
Tu tha kab mera jo
Tujhe maine khoya
Pagal si ye shaamein
Alag si ye raatein
Dhundhali bhi ho gai wo baatein
Ab na koi pehle jaisi baat wo
Pehle jaisi baat wo
Teri Meri meri teri
Ab na koi pehle jaisi baat wo
Pehle jaisi baat wo
Na aana tum laut ke
Na pehechanu tujhe
Na koi nishan hai tere
Pehle jaisi baat wo
Ab na hai
Pehle jaisi baat wo
Ab kahan
Pehle jaisi baat wo
Pehle jaisi, pehle jaisi baat wo
Chubhti wo aahtein
Kabhi jinme nami thi
Tha pyara wo safar jo hai adhura
Hai adhure wo wade
Jo kiye itni dafa
Kya kami thi reh gai na jaana
Ab na koi pehle jaisi baat wo
Pehle jaisi baat wo
Teri meri meri teri...
Ab na koi pehle jaisi baat wo
Pehle jaisi baat wo
Na Aana tum laut ke
Na pehechanu tujhe
Na koi nisha hain tere
Pehle jaisi baat wo
Ab na hai
Pehle jaisi baat wo
Ab kahan
Pehle jaisa baat wo
Pehle jaisi
Pehle jaisi baat wo

WRITERS

Tanu Srivastava

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None