LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Wo Pal (feat. Tanu Srivastava)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kehne ko
Tumse hain baatain kayi
Keh bhi du
Par waqt hi nahi
Kho gayi kahi
Khushiyan sabh meri
Tujhse roshan
Thi duniya ye meri
Hain dooriyan
Hain fasaaley kayi
Majbooriyan
Kismat ban gayi
Kaise kahu tujhe
Kitna hua asar
Tanha hain manziley
Tanha hain ye safar
Le chal mujhe vahi
Jeelu phir se woh pal
Socha tha
Hoga nah ye kabhi
Ho gaya
Abh hain ye ankhien khuli
Jana hain yahi
Haan galati hain hue
Khudse shikayatain
Par tujhse nahi
Haan dooriyan
Kyun itni badh gayi
Nazdikiyan
Bhi fana ho gayi
Kaise kahu tujhe
Kitna hua asar
Tanha hain manziley
Tanha hain ye safar
Le chal mujhe vahi
Jeelu phir se woh pal

WRITERS

Kritik Gangawat

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None