Hum bhi badhte jaa rahe ajj
Dhool sa samay udta jaa raha hai kyu
Saath hai savere haath mein ho tu
Ruk zara tu isterar dil ko thaam le
Jaane anjaane hastey se kiraane
Kabilo ke saathi ab hasil hoke raazi
Jaane anjaane yeh udtey parindey
Makaan aas paas saansein dhundey vo sabha
Sacchi si yeh dhun Jaise namaaz
Lafz suljhe aise jaise ke irshaad
Suntey hi judey muqaam yah
Palkon mein teri hai ghar
Kabhi humare hawale bhi kardo tum haan
Pooche jo bhi inn gano se milta hai kya
Ghumu gali kooche likhun sacchi boondein
Jhoolun hawa sawa sher lada
Sabar ko khabar do yeh saadh si dori
Dil befikar toh ab raasta jo bhi
Main badhta raha jaise ghar mera ho har jagah
Kamayi bhi payi meine jod ke payi
In lafzon ki keemat na de sakte bhai
Baadal yeh dubey yun hee toh
Kagaz yeh dhundey tumhi ko