Saare line mein ho lo beta
Ab headmaster phonche school
Ab jo hona hai woh tune kabhi dekha nahi hoga
Beta jo bajega woh tune kabhi suna nahi hoga
Fir sar ke upar se jaayega toh tu bolega bekaar
Mera gaana jab baje chaunkega poora yeh bazaar
Socha jo sab karte hain wahi kar kamaunga
Kar ke dekha ki saala fuddu hi reh jaaunga
Tu jo bana ke 200 million pe baitha hai
Utna nakli banne se pehle main mar jaaunga
Tere gaane mera workout kharaab karte hain
Tere production pe mere dost hassa karte hain
Gaana apni hi sharton pe main ab chalaaunga
Teri race ka hissa ban kahan muh dikhaunga
Goron ka music uthate ho yaar
Khud ka bana sakte nahi kya
Wahi first copy 900 wale fake shoes
Tu hasega kahega bhai ye na bikta
Fir tu bakega ki chal ke bhi ye na tikta
Jo bhi mere mann mein aayega
Tu wahi ghisi piti beat bajaayega
Bura sapna mera tujhe har raat sataayega
Mere gaane ka flow uthake
Apne chutiya se gaano mein chipkaayega
Apne producer ko mere gaane tu on loop