Sapne Mein Bhi Na Socha Tha
Bas Char Pal Mein Koi Is Tarah Sa
Sapne Mein Bhi Na Socha Tha
Jadu Kisi Ka Sir Chadh Jayega
Behka Bahka Sa Hai Khumar
Zara Zara Sa Ek Nasha Hai
Khoyi Khoyi Si Her Ada Mein
Uljhe Se Hai Sanso Ke Taar
Khud Par Bhi Nahi Hai Ikhtiyar
Kaate Nahi Kat Te Ye Din Ye Raat - 2
Sili Sili Si Ye Fizaye Aur
Fitrat Mein Farebi Hai Beshumar