LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

CHALEGI KYA

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu yaha pe baithi akeli hai kya
Main ghumake lata tu chalegi kya
Tu machali hai kate me fasegi kya
Balkani me aake roz hasegi kya


Ye sadi ko dekh to acchi lagi to bol aur manga leta ek do
Mere gadi pe baith to main bhi viman me udneke majje deta teko
101% pyar mera serious
Tu kaiye aur kuch nai baki sab khairiyat
Tere saat karne yedechale yedi harkat
Tu aur me saat me to aane wali brkat


Har wakt teko yaad krta yeda main
Duniya ka sunta nai bheje se teda main
Tere Kasam meko pehle pyar nai hua
Aur tere siva nahi kisi ladki ko cheda main
Pede pe peda fir shadi ke baad
Mandap me fera fir khadi ke saat
Mana tedi hai tu pr bs meri hai tu
crunchy chakli hai tu mere bear ke saat

Tu yaha pe baithi akeli hai kya
Main ghumake lata tu chalegi kya
Tu machali hai kate me fasegi kya
Balkani me aake roz hasegi kya

Teri photo dekhi lapka ye dil
Teko dhundke hi aake idar tapka main fir
Machate hai fir le mera dil
Karte setting banate hai reel
Public bhi apneko deti hai pyar
Public boli pyar vale gane bajao
Vichar Mt Karo sidha mudde pe aao
Main ek number chava aur tu meri dav

Waw waw karnelage basti ke ladke
Teko dekhte hi bole Bhai bhabhi full hakte
Rahunga chipakke jiteji main tere sath
Aur marne ke baad tera haat main bhoot banke
Pakdunga haat fir dikhadunga Jadu
Tu dhasu hai pyar se bula mujhe Babu
Na Batu mera dil tere siva kisiko main
Aur Tu kahe to main tere isharo pe nachu

Tu yaha pe baithi akeli hai kya
Main ghumake lata tu chalegi kya
Tu machali hai kate me fasegi kya
Balkani me aake roz hasegi kya

WRITERS

TEJAS PATIL, THOR SYLVESTER KNUDSEN

PUBLISHERS

Lyrics © Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None