Trip karu ispe jaise leli maine neat
Mohobbat kari kabhi kia nhi cheat
Sab dekh ke bhi jee raha tha
Jante the na ab tak voh bhi janenge
Ye jankar voh rachel thi mai uska ross
Chal Bina matlab ke ye beat ko satate hai
Fokat saamne ehsaan jatate hai
Chopper rakh lete apne naam ke ye aage
Par chopping kya hota hai chal inko batate hai
Beta chal bhaag bhaag bhaag
Toh beta chal bhaag bhaag bhaag
Beta chal bhaag bhaag bhaag
Toh beta chal bhaag bhaag bhaag
Sare khaas yaar dekho sath mere baithe
Mahol mein nasha hum maal leke bethe
Chote chote bacche ek dum mein hi lete
Zyada tez chale to fir kehke bhi lete
Ese wese ghit pit wali baatcheet nai
Bas bol bachhan dena or kaam thik nai
Or kaam thik hota to fir daam thik nai
Diye bina daam hota kyu hai kaam hit nai
Chaal thik nai baal thik nai chhod
Beta kaam thik kar wahi kaam hit bro
Lage meri baatein agar kalpnik toh
Asliyat se tujhe karau wakif bro
Chup sum saare bethe hai kyu
Jo dil mein hai baat vo kehte na kyu
Chehre pe khamoshi daale hai
Aankhon se ese ishaare ha behte hai kyu
Chahte ho baatein ho raatein ho esi or haatho mein haath
Pr deta nai sath koi isliye karta nai baat main sota
nahi raat mein ese halat hai kya
Beta chal bhaag bhaag bhaag
Toh beta chal bhaag bhaag bhaag
Beta chal bhaag bhaag bhaag
Toh beta chal bhaag bhaag bhaag