Kaano mei padti aaj kaisi afwaaei hai
Hai shayad sach na ye befizul ki baatei hai
Jiske kisse kaafi sune hai iss kamre ne
Uss apsara ke dil ki bhi toh mujhpe nazre hai
Kaano mei padti aaj kaisi afwaaei hai
Dhadkan na kaabu mei fir bhi halat sarahei hai
Kya ye sach hai ya baat udi hai sirf yaaro mei
Ke hum dono hi baste ek dusre ke khwaabo mei
Ho gaya pyaar hogya pyaar
Bolna agar tera bhi yhi sochna toh bolna
Agr mai sapne mei toh mujhko tum na jagana
Mere sa banda jo aagya kaabu mei
Pata tabhi chlega jab hogi tu baaho mei
Chunne ko kaafi pr zarurat
Dikhti mujhe sirf teri unn dhero mei
Chunne ko nahi swaal kyuki
Tune nikala tha mujhe andhero se
Duniya ko pata chale kon hai duniya meri
Tabhi haath thama Gairo mei
Aage ka karna hai kya voh toh
Sochenge jab apan honge saath fero mei
Dono ye chahte fir kyu na jatate ke saath
Ishq ka nasha jo chada fir
Baitho saath aur 2 ghoot bhi pilana
Dusro se ladti mere liye tu
Aur banti hai mera sahara
Toh fir koi na filhaal humko Jagana