Koshishein meri bahaane bhi tere
Mere b'day par kiye vaadein
Vaise toh saamne kaafi par
Uss din tune pure badle rang
Ab bhi wahi hai kamra wahi palang
Ab bhi tu sapno mei aakar
Neendo mei mujhko karti tang
Tere karan kuch aadatein lagi
Sirf yaadon ke bharose jeeta saasein nahi
Inn yaadon ko tum roko jeena saath mei
Nahi jeena inke saath mei
Tum unmei se thi jo kabhi na khone the
Mere aansu girne lagte tere rone pe
Tujhe kyu parwah nahi saath mere hone se