Tujhe jo dekha, toh aisa laga,
Phir bhi kyun main keh na paaya,
Jaise sadiyon se tarsa koi.
Main tujh mein hoon ki nahi?
Jaha maine sadiyon guzare
Zubaan pe woh baat na aayi
Jo baat dil mein basa tha
Kya main tera hone laga...
Is dhoop mein jaisi thandi hawa beh rahi jo,
Dooriyan yeh de rahi daga.
Manzil jo tu ban chuki hai.
Musafir main bhatka hua tha,
Kinara tujhmein hai dekha.
Ya kar de tu mujhko fanaa.