Hmm jee ni paa rhe aaj bhi
Kaali ghata chhatati nahi hai aaj raat
Hogyi baatein karni nahi hai last baat
Tujhse jitne sadme lage vo aaj saath
Tabhi ye gaane banne lage hai aaj khaas
Kuch aisi teri pyaas hai na
Tere liye aaj bhi bade Shaukeen
Kaafi keen tere lie baithe aaj bhi shauk se
Khule teen bottle IB dekho aj bhi shock mein
Hum toh rokne chaah rhe the khudko tok ni paaye
Chhuna chaahte the tujhko dekh ni paayein
Hadd guzarna chahte the kuch bhi kar na paaye
Ab toh darr lagta hai kuch kar na jaayein
Bas pyaar karna chahein hum Vyapar na chahein
Raat teri yaad mein kate to hum bas jaagna chahein
Saans saans mein mile to Raaz baatna chahein
Wo bs soye teri bahon mein hum marna chaahein
Hum toote itne zyada na sambhalna ab chahein
Firse dekhein tumhe jaana aur bikharna chahein
Sach aankhon ke saamne pada hai meri jaan
Nazarband kyu hai tu chhod qasar meri jaan
Thinking I would drop a ring yeah
Just to have another drink yeah
Caught you in my thoughts around
Maybe I'm just drowning now
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS, Universal Music Publishing Group, O/B/O DistroKid, Sentric Music