Pretty lady dancing on my songs
Har mahine pehne new rings voh
Pehne vo karti nai heel ohh
J le fir le jaati hai aur low
Pardon ke peechey har film blue
Aati hai jab bhi qareeb tu
Tu Aisa haadsa jo karke na pachtaye
Hum kar baithe kya kuch bas tumko na paa paaye
Ab dhalti hain raatein, Dhalti ummeedein
Par girke sambhalkar fir tum tak hi aa payein
Jo tu kar de ne vaare nyaare to dhool mein mil jayenge banke sitare
Ab cool ni banna hai tumko bhulake
Har ghoot hi Piya hai tumko baithaake haan
Ghol ke pee jaunga poora tu shower hai mera
Main lehrana chahta ye sharara tera
Samundar hai paani se gehra
Aur khaara hai ishq mein doob ke dekha
Moh aur Maya ki kundli mein samay ka dosh
Ant arambh hai qaid har dooja
Hain chehron mein chehre kayi
Tumne pesh kiya jo maine pehna wahi
Sab dekh liya jo ni tha dekhna abhi
Tere paas hi khatam mere raste sabhi
Haan kitaabon ki shaukeen ho aana hisaabon mein
Bhaagi gulaabo fir kaatein chubhake tum
Kyu is ghadi mein main ab tera ho jau?
Aur kehde na kyu teri ye jhoothi kasme nibhau
Bas chahu ki aajaye tu teri khalish sataye
Jab bhi september aaye sanam tu naya sanam banaye
Haan bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Mujhse kare vaade aur usse kari haldi hai
Suna teri mehndi mein bajna hai sangeet
Toh DJ ko bol dala complxx toh bajna hai
Kuch qasar to chhodo qayamat to pakki hai
Badla main lunga toh maut hi achchi hai
Baaraat mein nachu ab main bhi besharami se
Pelunga paneer aur samdhi berehmi se
Jaaneman hogi barsaat bhi agni pe
Bas fero mein 1 hoga fera
Bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Bin bataye byaah kar rahi tum bin bataye
Har mahine pehne new rings voh
Pehne vo karti nai heel ohh
J le fir le jaati hai aur low
Pardon ke peeche har film blue
Aati hai jab bhi qareeb tu