Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Mere dost kam hain ghost zyada
Par main shehzada seh ke na reh paata
Hai Mera qaidkhana dabbe se bahar
Kaafi tha Waqt aur halat ka jhamela
Maine dhundh lia khudko karke sabse akela
Ab hain raatein rangeen ye sangeet ka hai dera
Meri zindagi haseen dilruba ka savera
Beatein faadni hai bhai hum teri silne ni aaye
Mera level itna upar dekhu upar se sky
Ab barsat tujhpe ho to smjho moot rhe hum bhai
Baaki chaatni ho chaat na pade jhaant farak bhai
Gaali dera hu aaj aur ye hai kal ka reply
Kare phool maine alag kaantein khudme samaye
Mere andar Wale aadmi ko maarne tum aaye
Use maara Maine khud tab to dekhne ni aaye
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Khud dhare hanth pe hanth aur dekhe
dusro k cards Ye londe bol re yaha Coco bhula Likhna ab bars
Tumhe pata ni 3 album padi mere pass
Tere 3 gaane sune mujhe laga ni ek khaas
Mainstream wale saare yahaan bas paise ke dost
Underground wale artist taapein western ke flows
Pages 500 mein aapko pahucha dein on top
Paid promotions ke naam pe saale bhaade ke dost
Bahari soch ke dabaav mein kyu ghulte ho aap
Rakho khudme vishwas isi se palte ho aap
Aayenge bachche ni poore karne sapne tumhare
Ye hai khudki ladai dilado khudko insaaf
Upar se jitna hoon qaid andar se utna azaad
Chaaron ungli hai ghee mein aur main dabbe se bahar
Kore kagaz hi karenge mera khud bedapaar
Naiya doob bhi gayi toh hanthon se hi dariya paar ayy
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar
Ghumra azaad main is dabbe se bahar