Hopeless hone nahi deti mujhko
Aur Timeless, Baaki ye doori toh khudi
Pasand tum bas chaahtey tumko
Haadon mein jab rukte nahi hum jaanejaan, Kyu roke?
Junoon mera mujhe bataye main hoke
Wo krti call Hai friday Thursday Sunday
Like a child of flower she's my precious pollen
Important mere liye har ek moment
She called back she cooled me
Hona khafa ni, kehdni aye
Karo na fight tum saviour
Mita rahi hai... bana ke hadein
Ab chahatein parosi jaa rahi hai
Ab aahatein sirf phonon pe nahi hai
Toh phir Excited hone lagta har ek moment
Main khudse jyada darta usko khone mein
Nahi hun yahaan yaani ye sang jo hai Koi aur hai
Mita rahi hai fir bana ke hadein
Mita rahi hai fir bana ke hadein
Ye aankhein jab hat ti ni jaanejaan
Sukoon tera chehra jab bhi tu hase