LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kamre mein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Upar phoolon ki dukan neeche gori ka makaan
Apne dil ko sambhal hum na sudhrenge
Kabhi taali de haazar, kabhi gaali deti laakh
Badi kaali hoti raat mere kamre me
Jaage saari saari raat dono kamre mein
Ek hi palang, Ek hi shawl, Ek hi kapde mein
Karde husn ki barsaat mujhpe kamre mein
Bheetar lagi padi aag mere jigre mein
Fas gayi re mere pachchde mein
Kaahe fas gayi re mere pachchde mein
Apni Shadi hogyi kal sapne mein
Teri godi mein sou feku takiye ye
Teri garam garam jawani
Chhan de mujhpe billo raani
Main tera kaayal haseena
Aaja khelein baraf paani
Tumhe kamre mein laa ke
Payal aur bichiya, kangan pehna dein
Kamariya se titli udaa dein
Zulfein sametein tumhe jooda laga dein
Chhede jo tumhe use kutta bana dein
Haan kar de raani toh fir taala lagaa dein kamre mein
Main milne aaya raat tere bangle pe
Hui jor ki aawaz gire gamle se
Aaya dene tha gulaab saara Kunba gya jaag
Hone lagi bhagam bhaag tere kamre mein
Tere baapu ne liya pakad mujhko liya dhar jakad
Muh pe mukke bhada bhad
Kabhi jutte kabhi lath
Kya kya kiya re tujhse milne ko
Aaya pyaar ka swaad
Tedhi ho gayi chaal
Tere char bhaiyya ek baap
Teen chacha teen tau
Aake meri haddi todein
Ek ghar me kitne Dawood
Meri aankh phooti hai aur meri taang tooti hai
Koi toh udhaar dede meri gaand tooti hai
Meri naak se jo behta khoon nahi paani hai
Neele neele daag ye toh pyaar ki nishani hai
Heer Ranjha Laila Majnu Sohni k Zamane the
Woh bhi toh deewane the aur hum bhi toh deewane hain
Aaj mera khel khatam hai ya phir ye manenge
Ya toh taaro me milunga ya milunga thaano me
Aur agar jaan chhooti tere ghar pe aaunga
Tere ghar pe aake pyaari tujhko byah le jaunga
Teri main maang me bharu sindoor
Tujhke leke chalu Hujoor
Mere kamre me
Meri gaind piti gaind tere kamre mein
Jaage saari saari raat dono kamre mein
Ek hi palang, Ek hi shawl, Ek hi kapde mein
Karde husn ki barsaat mujhpe kamre mein
Bheetar lagi padi aag mere jigre mein
Kamre mein mere kamre mein
Kamre mein mere kamre mein
Tere maal ka rumaal mere kamre mein
Tere toote pade baal mere kamre mein
Hum karein Rap Raja bhojpuri me
Ghare jaake sutti babu mauj puri lein
Khata roj poodi main khaata roj kudi main
Aankhein chhuri vuri hain baatein chubhi chubhi hain
Ankhein jheel jaisi hain (kamre mein)
Baatein keel jaisi hain (kamre mein)
Voh poori feel le rahi hai (kamre mein)
Done deal hogyi hai
(kamre mein)

WRITERS

Vaibhav Mishra, Rahul Kumar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other