Sitamgar badi hai meri mann mohini
Kaahe khafa hai mann mohini?
Khulte hi aankh, pahuch jaate hum kahin
Na jaane kab tak darmiyaan ye sab rahey
My love ain't just a game
Why you're playing with me
Kal ki ni baat, main pehle se aashiq
Har aansu ko likhke banaya munasib
Jatata hoon zyada hoon isme hi qaabil
Khud gum kyu chaahu fir tere mutabik?
Ye baatein mazaak, Haqeeqat mein achi nai
Nazuk halaat, har keemat mei bikte nai
Aya mission pe Main Karke pasand tumhe
Rakh di har kashti kinaare
Through thick, thin and shines
Dikhe wo and ek uska cloak
Karti minimize mujhe dekh ke eyes
Aise Browse kru uska glow
I just wanna let you know
That I won't kiss you twice
'Cause you my sweetest thing
Teri ankhein, itni realistic
Mann mohini, meri mann mohini
I've been there for you And i'll be there for you
Hawas ho kaisi jab dil de ke aaya
Jachta ni tujhpe wo haanthon ka saaya
Hata lo ya kaato bas sehna ni zyada
Dil se bata hai jo bhi irada
Bolo toh Jaan, hum le lenge jaan
Ek mere siwa, yaha kon hai tera
Sitagmar badi hai meri mann mohini
Kaahe khafa hai mann mohini
Khulte hi aankh, pahuch jaate hum kahin
Na jaane kab tak darmiyaan, ye sab rahey