Kare back and forth with my keys
Karu ride uska world of pain
Khud Universe yaha pe aaise-aaise jab dera mujhe sign
Distract karti wo eyes, aake jab leri mera sign
You playing with my mind again
Le aaye hum chaand pe tumko
Na baatein banao samjhao na humko bas doob jao
In nashon mein khub chhao
Ki ankhein ye sb kar lein baatein teri
Sang mere tanha kyu raatein teri
Itna kya gehra hai kal ka ye ghav
Do paanv se mitti aur Mitti paao na
College ke kuch din hi baaki
Na sachhi mein dikhna ab saanchi
Na Gucci na Prada, Versace
Wo zara si Zara mein kaafi
Jarurat se zyada hi maangi
Maafi aur baaki kya maafi ?
Jese har galti tumhari bhi
Ho gayi ho mujhmein hi shamil ye
Kaha ye shiddat le aayi mujhe
Main tha bas tanha ab khaaye mujhe
Yaadein teri jab sataye mujhe
Teri or aake rukey bewajah
Main hua fanaa tu hai ab kaha?
Universe yaha pe aaise - aaise jab dera mujhe sign
Distract karti wo eyes, aake jab leri mera sign
You playing with my mind again