Oh mere dil ke chain Oh jaanejaan
Hai Tera har rang naya naya naya
Dekho tairo na mere armano pe
Main thehra hun tera un wadon pe
Aao guzro kabhi dil ki rahon se
Tang dil ki gali.. suni raaton mein
Congestion kyu hai dil ki parking mein?
Pending mein Hain meri arziyan ye
Nasha sa chadha hai darr pe tere main
Nidarr ho khada hu Darr ke tumhi se
Bana rahi kyu friend in need
I am not your friend indeed
And I'm waiting patiently yeah
Hai Tera har rang naya naya naya
Par jiske liye tu aas lagaye wo saajan aaye na