Scooty ka tyre kharab ho jayega mera main tere peeche
Laga hua hu tution ki classes leke ghar ke neeche
Saamne koi nahi hai chhute aaine
Lagta khaas nahi hai kuch bhi mujhme
Mujhme aas nahi hai baaki dil bhi paas nahi hai
Dhadkan bhaag rahi hai kaafi ab thehrao nahi hai
Jabse gayi tu rangoon bujhti pyaas nahi hai
Banjar padi zameen doobi poori qayanaat rahi hain
Pookie bhookie rehti dil me mere aana chaahe
Jawani chadhti rehti teri din ye dhal na paayein
Aaye haaye aaye haaye aaye haaye haaye haaye
Chal Photo se nikal meri mehbooba
Aaj is raat tumhe dekhunga
Waqt hai kharab mera main karu kya
Barse jab angan bharke toh khol lena dhoti
Shawl deta kaise sure ni tha aise
Jhol hi yahi hai karun role kaise
Barsaatein lambi hai raatein
Medal se banti Nai baatein
Jab teri aati hain yaadein
Tere maafiq firta hu karta karta daana paani
Tere dil ki gully mein main park karke aaya gaadi
Laal waali saari teri duppate k saath
Aagi liye badhaye vo haanth
Dil ki lagi toh chahe bas saath
Dekho na aa aa aaa aa aa aa