Fir hooa kyon Mukammal na
Fir hooa kyon Mukammal na
Tum bin kabhi socha na kishi ko
Jabhi call kiya boli tum busy ho
Mujhe laga mujhse pyaar tum karti ho
Pyaar nahi karti thi mujhse darti thi
Mai bhi Banda wrong nahi right hu
Galat dekhne pe kar leta fight hu
Tumko lagta mai Gunda paidaisi hi
Kyon ye duriya aake batade
Dil ko thoda tere tu samjha de
Rab se puchh le ja mere baar
Kinna chahu mai tujhe hi chahu mai
Fir se pana tujhko taiyyari hai
Tere dar ko badalna pyaar me
Thoda kar de tu meharbani ye
Milo to fir se bata dunga
Wapas tumhe jaane na dunga
Promise Sabse jyada pyaar dunga