Kaiyo ne bola mujhe ki ki baat
Suna sab ki baatein pr rakha nhi yaad
Jo bhi karana mujhe main wo karunga
But doubt nhi karna sun ke teri baat
Khud pe yakin mujhe khud pe bharosa
Karunga wahi jo mujhe karna hoga
Chaiye nhi jo kise aur ka bhi hoga
Jo chaiye mujhe wo mera kaam mujhe dega
Kaam se main kr lunga sab ko hashil
Saare log unki taaliya ye mehfil
Kuch bachega nhi mere baju wo se
Tb tu bhi hoga unme hi shamil
Kardunga doubt khatam sb clear sortout
Jb banunga main thoda aur kaabil
Jb banunga main thoda aur kaabil
Kaiyo ne bola mujhe ki ki baat
Suna sab ki baatein pr rakha nhi yaad
Jo bhi karana mujhe main wo karunga
But doubt nhi karna sun ke teri baat
I'm never gonna doubt on me
I'm never gonna stop to me
Dekho hota hai kya let's see
Tujhko bhi hona chaiye tujh pr
Tujhko bhi hona chaiye tujh pr