LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Adhe Adhure

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kya hua ab waadon ka
Hume paane ke iraadon ka
Khamakha bekraar tha dil
Jab milna hi na tha raahon ka
Kyu na chodte tumko
Sath reh ke bhi to
Aadhe adhure hi mile the
Kyu na rokte khudko
Dard sehte hue dil ko
Dono mai kafi shikwe the

Kya hua ab waadon ka
Hume paane ke iraadon ka

Tumse na mil saka vo
Kabse meri jo chahat thi
Bas itni mohabbat kafi hai
Mere bina ijazat ki
Ye jo hai satana hai
Tera rulana hai
Khalti rahi ye darmiyaan

Kya hua ab waadon ka
Hume paane ke iraadon ka

WRITERS

Piyush Pal

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other