Tutain Tutain is sheher ke jhootain tim timatain taaron ki yeh roshini main tum naha lo
Bujhain bujhain hai khwab saarain
Gali gali sheher sheher dagar dagar peher peher tumhi ko dhoondtain hain khwab saare
Yeh khwab hain joh.. Toh zindagi hain
Yeh jo nahin to kuch nahin..
Aatishana hum hain Aatishana tum ho Yeh bujhi bujhi si Zindagi jala doh
Aag ho junoon ho jawan ho agaz ho tum hi ho tum se hi yeh roshini hain
Tumhi se hain yeh Yeh roshini joh Raat ki banain seher
Hazaron surajon ko jod ke banain hain jo ujalain woh tum hi ho tum se hi woh roshini hai
Tum hi toh ho woh, Woh roshini joh, Badal de is jahaan ko
Aatishana hum hain Aatishana tum ho Yeh bujhi bujhi si Zindagi jala doh