Din ke ujalain ujalon main, Ya rishton ki shyamon main Tu... Chalta Chal
Faisalon ke chaurahon se, Tedhi medhi in raahon pe Tu...Chalta Chal
Galiyon main..fasanon main, Kisson main, Sawalon main Tu...Chalta Chal
Tu...daudti nadi hai, Tu..behti sadi hai, Tu..Chalta Chal
Rangon ki berangi main, Ya khushion ki tangi main Tu..chalta chal
Aasmaanon ke us kone se, Sapnon ke sonain main Tu..chalta chal
Tu...daudti nadi hai, Tu..behti sadi hai, Tu..Chalta Chal
Meethe pheekain se iradain, Yoon dabe dabe se yaaron kyon hai Kyon hai
Kuchain pukkain jhilmilatain, Raastain yeh dagmagata kyoon hai Kyon hai
Aatain jaatain muskuratain, phir rukain rukain se hum kyon Hai Kyon Hai
Timtimatain yeh naazaarain, Ghum bhala yoon aankhon se Kyon Hai
Tu...daudti nadi hai, Tu..behti sadi hai, Tu..Chalta Chal