LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gunguni

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dhoop ki parchaaiyon se ho gayi hai yaariyaan
Dil ne ki barbaadiyon ki phir nayi tayyariyaan
Dhoop ki parchaaiyon se ho gayi hai yaariyaan
Dil ne ki barbaadiyon ki phir nayi tayyariyaan
Qatl ka samaan hein
Aankhein do kajraariyaan
Naye naye ishq mein
Lazim hain dushwaariyaan

Gunguni gunguni
Dhoop ka woh saaya hai
Makhmali makhmali sa
Chaand utar aaya hai

Dhoop ki parchaaiyon se ho gayi hai yaariyaan
Dil ne ki barbaadiyon ki phir nayi tayyariyaan
Pankh naazuk hein mere aur
Aasmaan ki hadd nahin
Rok le ehsaas ko
Aisi koi sarhadd nahi
Pankh naazuk hein mere aur
Aasmaan ki hadd nahin
Rok le ehsaas ko
Aisi koi sarhadd nahi
Tod kar pinjra
Dil ka shikra bhare udaariyan
Naye naye ishq mein
Lazim hain dushwariyaan

Gunguni gunguni
Dhoop ka woh saaya hai
Makhmali makhmali sa
Chaand utar aaya hai
Gunguni gunguni

WRITERS

KAPIL SHARMA

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other