Dheere dheere sab gham kuch kam ho jaatain hain..
Kabhi kabhi kismat apne iraadon se badh ke hain..
Par jo mila so mila woh taqdeer thi meri
Bewajah main karon kyon sawaal khuda se phir
Mere mann ke aangan main jhoom raha hoon.. Mere mann ke aangan main hoon bindaas
Mere mann ke aangan sab khusnumah hain..
Mere mann ke aangan main khush hain yeh jahaan..
Toh parchayiaan bhi giraingi mann ke aangan main..
Kabhi kabhi zindagi chutkiyon main hi samajh aati hain..