Teri meri nok jhok bhi mujhko pyaari hain
Apni thodi teekhi thodi meethi yari hain
Toofaanon main kashti utarna sab ke bas ki nahi
Tedhi medhi apni kahaani hain
Lekin hum tüm…mushkilon se kabhi
Unki yeh dhun kuch puraani hain
Socho gar mausam hi na badlain
Aur Na hi din kabhi dhalain
Berang kitni hogi teri meri zindagani,
Na reh saktain judah aur na hi sung
Thodain faaslain tai karnain
Nazdikiya bhi toh tab meethi hain