Kehte rehne do, unhe jo bhi khain,
Kehna unka karna tera kaam hain
Woh khud kabhi yeh khel khele nahin
Maut toh ek din, sabko aani hain
Bas kuch kisson ki hi toh, yeh kahani hain
Sab kuch hain kho diya, umeed baaki hain
Haan baazi haar raha, par khel baaki hain
Par tumahi nazar zameen se,
Ladkhadate hain jo aaj mere kadam
Mehfuz jeene ki, mujhe aadat nahin