LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aasmaan Acoustic Version

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pal jo hai kho raha, ise jee loon main jee loon zara,
Hai jo hai ankahaa, ise keh doon main keh doon zara ,
Dheema dheema sa dil ka ye safar
Main ab nahin rukoon
Chaahe leke jaaye dil ye jidhar
Main umr bhar chalun

Sunn le o waadiyaan
Main mera kaarvaan
Main meri roshni
Main mera aasmaan

Sunn le o waadiyaan
Main mera kaarvaan
Main meri roshni
Main mera aasmaan
Hai na, hai na, hai na

Dhoop aur chaaon kyun
Milte hain nahin
Raat aur din magar
Ghulte kyun yahin
Noor ke, phool kyun
Khilte hain nahin
Ishq ke, saare dar
Khulte kyun yahin

Raahon ka yuun hi mill jana
Baadal ko chuke muskana
Kaash aisa hota rozaana
Hai na, hai na, hai na

Sunn le o waadiyaan
Main mera kaarvaan
Main meri roshni
Main mera aasmaan

Sunn le o waadiyaan
Main mera kaarvaan
Main meri roshni
Main mera aasmaan
Hai na, hai na, hai na

WRITERS

TRIPURARI KUMAR SHARMA

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other