Yuhin, Raah Chalte Chalte,
Yeh Kaunsa Hai Mod Aa Gaya
Yuhin, Raah Chalte Chalte,
Yeh Kaunsa Hai Mod Aa Gaya
Lehero Ne Likkh Di Kaisi Daastan
Nazre Milte Hi Jane Kyun Zubaan Kho Gayi
Khamoshi Ke Lifafe Mein Hi Guftugu Hui
Aage Manzil Kahaan, Na Khabar, Na Kisi Ko Pata...
Yuhin, Raah Chalte Chalte,
Yeh Kaunsa Hai Mod Aa Gaya
Baarsiho Ki Bandishon Se Neend Ko Sula Diya
Aur Aankhein Khuli Toh Chhoon Ke Mann, Chhoonmantar Hua
Yuhin, Raah Chalte Chalte,
Yeh Kaunsa Hai Mod Aa Gaya
Lehero Ne Likkh Di Kaisi Daastan