Khushion ko rang chuka hai
Khushion ko rang chuka hai
Din raat likta mai roz kahanaiya
Kadak bane baaki sabhi same bro
Paas baithe khana peena sath mei
Pet bhare pehle paise ginte ham badmei
Canteen mei ghapla bhi bohot maare yaad hai na?
Ajj yeh kal woh note kharch ho hazar mei
Char mint baaki fir dost ki janamdin
Party choro phle insta stories lagao
Call kar paach dus gaali sunao
Kyuki gharpe hai rhna...inhe karu miss hardin
Dharti mei boj bane ayeh mere dost
Abhi roz inhe roast karu nahi afsos
Abhi soch bhi na pau kya hai jeena inke bina
Abhi chaura mera ceena kyuki ceene mei hai boj
Mahino se mai karu intezaar
Kab milengey saath fir ghumengey
Thora maar pit aur gaali bhi dengey hazaar
Roz text karu subha shaam baatcheet yaaro se
Yaad aati saare din jo guzare
Mai khush mujhe dost mileh aise
Hope raho saare saath humesha muskurake
Khushion ko rang chuka hai
Khushion ko rang chuka hai