LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

The Corruption Song

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya Haaa
Bandh kar ye bhrashtachar

Ye kaisa haia rog
Iska kya hai ellaj
Gareeb hai sahete dard
Neta ke sarpe hai taaj
Kaale dhan ka zamana
Kaala kal ho ya aaj
Inhe paiso se hai matlab
Koi na karta ahesas

Chehere pe mukhote leke
Ghume ye bazaar mei
Soch inke chote
Karte baat uchi awaaz mei
Vaade karte bohot
Dikhave mei number 1
Par maksat hai kuch aur
Paise status aur gun

Rishwat ke baste
Bhare inke garage par
Anaaj honge saste bol
Ye ghume samaj par
Paiso ke laalach se
Inke nazar andher
Inhe mantri na bulao
Inhe bolo tum bher

Traffic police se wardi tak
Bas paiso ka ye khel hai
Kanoon ke naam se
Khola ye nakli jail hai
Sawal hazaar
Lekin jawab bas ek hai
Janta hai asli power
Par dar inme anek hai

Jitne ho dastakhat
Utna zyada hai barbadi
Gareebo se loote dhan
Aur pehechan de sarkari
Power inke haath mein
Faila dete afwain
Ye rajneeti ka khel
Hume samaj na ayeh
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya Haaa
Bandh kar ye bhrashtachar

Kitne hai beghar
Kitne hai sarko pe
Majdoori aur gulami
Kyun chalti hai barso se
Aafat hai logo pe
Inn sarkari daftaro se
Chahat hai paiso ki
Jakre musibaat joro se
Kya hai insaaniyat
Kya hai iski keemat
Yaha chalti hai toh bas
Dhandeh aur hukumat
Ab baat noto se nahi
Laato se banegi
Janta ka asli shamta
Paper mein chapegi

Hum khud mein he
Hum hai
Fir kyu
Ye tabahi
Khud larte ye
Jang hai
Khud banjate
Sipahi
Ab dar
Ko bhulade
Karna
Hai shikaar
Hatiyaar
Uthale
Khatam kar
Yeh sarkaar
Hum khud mein he hum hai
Fir kyu ye tabahi
Khud larte ye jang hai
Khud banjate sipahi
Ab dar ko bhulade
Karna hai shikaar
Hatiyaar uthale
Khatam kar yeh sarkaar

Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya attyachar
Hogya hai seema par
Ab na jhukenge ham
Bandh kar ye bhrashtachar
Bohot seheliya Haaa
Bandh kar ye bhrashtachar

WRITERS

Avinandan Chakraborty

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Anger

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Abuse and Violence