Tum Ko Kasam Hai, Hai Is Ki Kasam
Jhukna Nahi Tum Chaahe Koi Karey Sitam
Dum Bhar Na Dum Lenge, Rukh Hawa Ka Badlenge

Manzilo Ko Yaaro, Hum Raah Mein Bichhaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge

Poochh Apne Dil Se Tu, Kya Tujhe Yeh Kehta Hai
Kaun Hai Jo Seene Mein Ban Ke Dil Dhadakta Hai

Chuppiyo Ko Todo Tum, Aise Munh Na Modo Tum

Mushkilo Mein Saath Mil Ke Khud Ko Aazmaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge
Chodo Bhi Shikaayate Jab Apno Ki Baat Hai
Kya Rakha Hai Ranjish Mein Jab Dosti Hai Saath Hai

Sacch Bhale Pareshaan Ho, Haarta Nahi Kabhi

Dono Ka Dum Chal Kar Hum Kaarwaan Banaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge
Dum Bhar Na Dum Lenge, Rukh Hawa Ka Badlenge
Dum Bhar Na Dum Lenge, Rukh Hawa Ka Badlenge
Manzilo Ko Yaaro, Hum Raah Mein Bichhaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge
Hausla Na Haarenge, Jeet Ke Dikhaeynge.