LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Oh Balam Kesaria

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
O Balam Kesriya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tora Savriya, Savriya Tora Savriya
O Balam Kesriya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tora Savriya, Savriya Tora Savriya
O Bela Chameliya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tori Athakheliya, Athakheliya, Tori Athakheliya

Najriya Jo Bajhi To, Sab Kuch Hum Samjhe
Or Unke Khayalo Me, Aise Hum Uljhe, Aise Hum Uljhe
Najriya Jo Bajhi To, Sab Kuch Hum Samjhe
Or Unke Khayalo Me, Aise Hum Uljhe
Jal Bin Chhalke, Jaise Gagariya
Jal Bin Chhalke, Jaise Gagariya
O Balam Kesriya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tori Athakheliya, Athakheliya, Tori Athakheliya

Bhor Ke Mathe Pe, Bindiya Rachi Hai
Kahe Bhari Palko Pe, Nindiya Saji Hai, Nindiya Saji Hai
Bhor Ke Mathe Pe, Bindiya Rachi Hai
Kahe Bhari Palko Pe, Nindiya Saji Hai
Bin Ka Kaga, Suni Atriya
Bin Ka Kaga, Suni Atriya
O Bela Chameliya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tora Savriya, Savriya, Tora Savriya

Oooohooohooo Oohhhoooohhooo

Bichhava Jo Kaate, Balmava Se Bolu
Balmava Jo Khade To, It Ut Mai Dolu, It Ut Mai Dolu
Bichhava Jo Kaate, Balmava Se Bolu
Balmava Jo Khade To, It Ut Mai Dolu
Bin Badra Ke, Chamke Bijuriya
Bin Badra Ke, Chamke Bijuriya
O Balam Kesriya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tori Bavriya, Bavriya, Tori Bavriya
O Balam Kesriya, Bhiga Sawan Hai
O Manbhavan Hai, Tori Bavriya, Bavriya, Tori Bavriya
Savriya, Tora Savriya
Bavriya, Tori Bavriya

WRITERS

Laxmikant-Pyarelal

PUBLISHERS

Lyrics © Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist