Gaati hain yeh hawaaye saath mei
Kehti hai thoda aao paas mei
Humsafar jo mil gaye sath me
Sulaj rahi paheliya hisaab se
Pal jo yeh mila, aadha sa dhundla kya pata
Pal jo yeh mila, aadha sa dhundla kya pata..
Hatheliya bichaaye hain khadi zindagi
Falak pe likhi hain baate kuch unkahi
cadat se dil hai yeh majboor
Hain fir bhi bhatakta har kahi.
Humsafar jo mil gaye sath me
Sulaj rahi paheliya hisaab se
Pal jo yeh mila, aadha sa dhundla kya pata
Pal jo yeh mila, aadha sa dhundla kya pata..