Kahan the apne ye sare jab khara akela tu dhoond rha rha
Koi na tha pas tere jab musibato se tu joojh rha tha
Khud se ye puch rha tha ky aya na koi pas tere
Jb hum the ghurbat me khans rhe
Pare kam to hawa hen yeh sare
Yan dollat ky khumar me sare
Jin yaro ky bin nahi kat ta tha ik pal
Ab yad ati na sarkin wo karachi ki
Do pahiyo ki gari pe jo sari tune napi thi
Ab yad ati yaaro ki wo beathak
Wohi din thy jo jee liye ab to he bs sirf dehshat
Tere yar hi thy asal teri zindagi
Pr ye asal zindagi tujhy kabhi mili hi ni
Pr mujh me to tha na honsla
Hr ek mushkil se joojh jane ja
Agay jo aya usay cheer dega tu
Han mujy pta he ky ye zamana jali
Pr nahi teri fitrat kaise de de isko tu gali
Or jo guzar gae pwo rat thi ghum ki ab ujala he kafi
To uth krte hen ik nai koshish shayad mil jay manzil
Tere intazar me baithi he
To kaise jeetega jb uthayga na bistar he
Soch hi he mehdood to kia larayga tu duniya he
Moat ka pta ni to jldi kr ko karna he
Hat pe hat rakhna he yan khud ky liye larna he
Bhai seh lia ab jitna tune sehna tha
Ab wo waqt nia rha jb tu ghut ghut ky jeeta tha
Or sehta tha tu har kisi ki wo karwi batain
Ab wohi tere show pe ake hen tali bajate
Pr mujh me to tha na honsla
Hr ek mushkil se joojh jane ja
Agy se hat. Ni to cheer dunga me