Sifarish ghalib ke kuch likhde mere yaar pe
Mai likh saku jo uspe na hai jaan itni jaam me
Suna hai maine itni shiddat hoti pyaar me
Jo musdilo ko bhi utaar fek de maidan me
Tha mai bhi firta dar badar jo iss bazar me
Fir thama mera haath usne le chali wo saath me
Mai bola hu nikhat kamina mai tu maanle
Wo boli haske tu hai shota (chota) bacha mere saamne
Tha lagta bojh mujhko zindagi ko kaatne
Jab tak na rajya rani B2, hath rakha haath me
Naa jaane andhi ko dikha kya ek haiwan me
Hazar ghaav khake bhi, banaya jo insaan hai
Mai aadha chaand, tu hai mora saveraa
Mai jogi bawla, tu mora basera
Tu mori zindagi, bin tere rahe na
Tu jaan meri, tujhse zindagi bane haan
Sifarish ghalib ke kuch likhde mere yaar pe
Mai likh saku jo uspe na hai jaan itni jaam me
Suna hai maine itni shiddat hoti pyaar me
Jo musdilo ko bhi utaar fek de maidan me
Tha mai bhi firta dar badar jo iss bazar me
Fir thama mera haath usne le chali wo saath me
Mai bola hu nikhat kamina mai tu maanle
Wo boli haske tu hai shota (chota) bacha mere saamne
Mai gehra tha Samandar bin kinaare ke
Tum jo banke aaye fir ek din musafir se
Ki mohabbat khuda ne jaise ek kaafir se
Tujhse hi bana iss shayari ke layak mai