Meine bhi daikhay saray saray nazaray
Dur bethi hoi basti mein haaray
Dil ki gehraaion mein tootay howe in khuwaboon mein
Likh rha hon mein ye apni kahani
Howa hoon mein tera deewana Aur tu hi hay mera ye aik ashiaana
Dil k darwazay kholo ye saray Taalay toro
Manzil hay asmaan rastoon ko bhol ja
Howa hoon mein tera deewana
Aur tu hi hay mera ye aik ashiaana
Loki menu kehnde aye ne ay kamla deewana hy
Chalaye tu aja wapis kuin takdta Raawan hay