LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

MUSAFIR

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Duniya ke is Shor Mein
Tum kuin kharay ho Chup

Khuwaabon ke in Rastoon pe
Dhoondon mein apna Humrahi

Akele darta hon Mein
Par Rukna hi nahi ye Dil Chahta
Kuinke hon Mein
Aik Musafir

Yadoon ka hay Kaafila
Dhondain jo tera Nishaan

Taaron ki is Raat Mein
Tu Dhonday hay Apni Manzil

Tu Rukna Nahi
Tu Rukna Nahi
Rukna Nahi
Rukna Nahi

Mujay Jaanay De
Mujay Jaanay De

Tor k in Zanjeeron ko
Mujay Janay De
Kuinke ye Mera Safar hay
Aur Mein hi ispe Chalta Akela

Aik Musafir
Musaafir
Aik Musafir

WRITERS

Usman Khan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Fear

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None